Skip to content

Khudi ko kar buland itna || beautiful lines || Two Line hindi shayari

Khudi ko kar buland itna ke har takdeer se pehle
Khuda bande se khud puche bata teri raza kya hai 💕🍂

ख़ुदी को कर बुलंद इतना कि हर तक़दीर से पहले
ख़ुदा बंदे से ख़ुद पूछे बता तेरी रज़ा क्या है 💕🍂

Title: Khudi ko kar buland itna || beautiful lines || Two Line hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Mushqil || Hindi shayari || True shayari

Khwahishon ka kaidi hu☺️
Mujhe haqeeqat saza deti hai🤪
Aasan cheezo ka shonk nhi👎
Mujhe mushqile mza deti hai 🔥🔥

ख्वाहिशों 😁 का कैदी हूं ☺️
मुझे 🤔हकीकत सजा😡 देती है🤪
आसान 🤪चीजों का 🤩शौक नहीं👎
मुझे 🤔मुश्किले मजा 👍देती हैं 🔥🔥🔥

Title: Mushqil || Hindi shayari || True shayari


Bhool gaye tum hume || hindi shayari best

Bhool gaye tum Hume jaise kabhi kuchh tha hi nahi..

Vo jo sawera tere saath tha , pure din Tera ehsaas tha raat me tere hi khwaab the , khwaabo me naya sa jahaan tha 

Kuchh baatein thi baaton me sapne the ..sapne me hum or hum me tum

Bhool gaye tum hume bach gaye mehez gam 

Bhool gaye tum Hume jaise kabhi kuchh tha hi nahi , vo jo hamara saath tha ek khubsurat sa ehsaas tha haathon me haath tha b

Khair chhodo bhool gaye tum Hume jaise kabhi kuchh tha hi nahi ……

Title: Bhool gaye tum hume || hindi shayari best