Skip to content

Khush haan Teri mohobbat ch || Punjabi shayari || shayari status

Tu rulawe ta vi changa e
Mnawe ta vi changa e
Tu naraz ho narazgi jataa
Chahe kuj vi kar
Mein khush haan teri mohobbat ch..!!

ਤੂੰ ਰੁਲਾਵੇਂ ਤਾਂ ਵੀ ਚੰਗਾ ਏ
ਤੂੰ ਮਨਾਵੇਂ ਤਾਂ ਵੀ ਚੰਗਾ ਏ
ਤੂੰ ਨਰਾਜ਼ ਹੋ ਨਰਾਜ਼ਗੀ ਜਤਾ
ਚਾਹੇ ਕੁੁਝ ਵੀ ਕਰ
ਮੈਂ ਖੁਸ਼ ਹਾਂ ਤੇਰੀ ਮੋਹੁੱਬਤ ‘ਚ..!!

Title: Khush haan Teri mohobbat ch || Punjabi shayari || shayari status

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Baarish ki pehli boond || ehsas love shayari hindi

Wo baarish ki pehli boond aaj bhi mujhe bhigati h..

Teri aad hmesha mujhe rulati h..

Tere na hone ka ehsaas har pal mujhe stati h…

Meri tnhai mujhe hmesha tere hone ka ehsaas dilati h..

Safar bhaot chhoti thi tere sath .

Par aaj bhi mere raste tujhe hi apna sathi btati h..

Title: Baarish ki pehli boond || ehsas love shayari hindi


Teri yaadon main || love shayari

Teri yaadon main hum aise khoye

Kab tu hame chhod gayi aur hum akele ho gaye

Tune Hume sambhal ne ka mauka Tak nahi diya

Ham se hamari khushiyon ka haq bhi tune chhin liya

Meri jaan,meri zindagi tujhpe hamesha hain Fida

Tere bin hum apni duniya main ho chuke hain gumshuda

Dua hai  rab se Laut aa hamari zindagi main phirse

Jee uthenge dobara hum tere pyaar ki ehsaas se

Title: Teri yaadon main || love shayari