Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Dewaane ho gaye tum bhi || hindi waah sayari
दिवाने हो गये तुम भी दिवाने हो गये हम भी!
पुराने हो गये तुम भी पुराने हो गये हम भी!
एक मुद्दत हुई जब तुमने मेरा साथ छोडा था!
जमाने हो गये तुम भी जमाने हो गये हम भी!!
हर्ष
Title: Dewaane ho gaye tum bhi || hindi waah sayari
Karlo ibadat || Hindi shayari || life shayari
Karlo ibadat bhi is waqt se
Ke laut aaye bachpan ek baar fir…
Jab rukte nahi the pair khwabon ke piche se,
Daurhti rahe ye dhadkan ek baar fir…💕
करलो इबादत भी इस वक्त से,
के लौट आए बचपन एक बार फिर…
जब रुकते नहीं थे पैर ख्वाबों के पीछे से,
दौड़ती रहे ये धड़कन एक बार फिर…💕
