Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Navodaya ka zamana school life jnv || hindi shayari
yaad aa raha hai navodaya ka wo zamana
Achanak se barish ka aa jana
Aur girls mess mein dinner k liye jana
Dinner toh tha mehaz ek bahana
asal mein har bar tumne hi dekne aana
Title: Navodaya ka zamana school life jnv || hindi shayari
Vo Bachpan hi Kitna pyara tha || bachpan shayari hindi
Vo Bachpan hi Kitna pyara tha jab dil ye aavara tha kagaj ki kashti thi barsaat me masti thi papa ke kandhe hua karte the Savari maa ki god door karti thkaan sari na kuch pane ki chaah na kuch khone ka dar andaaz me thi befikari sajaya karte sapno ka ghar karte rehte koi na koi karnaama machaya karte the poore ghar me hangama mazilo ko dhoondte khaan khi gye na jane kyu hum itne bade hogye🥺

