Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Logo ki chalakiya || two line shayari || best Hindi shayari
Kuch logo ko lagta hai mujhe unki chalakiyan samajh nhi aati,
Mein badi khamoshi se dekhta hu unko apni nazro se girte huye 🙃
कुछ लोगों को लगता है मुझे उनकी चलाकियां समझ नही आती,
में बड़ी खामोशी से देखता हूं उनको अपनी नजरो से गिरते हुए।🙃
Title: Logo ki chalakiya || two line shayari || best Hindi shayari
Mareeze-ishq || ishq shayari
Mareeze-ishq hain itna sataya na karo,
Hamare ishq ka mazak yun udaya na karo,
Iss ishq main to jaan bhi haazir hai hamari,
Magar mazaak main ise gawaya na karo.
