Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
2 lines life shayari hindi || ye mei zindagi
ये मेरी जिंदगी एक बेजान सी हो गयी है
बस अब साँसों का रुकना बाकी है
yeh meri zindagi ek bejaan si ho gai hai
bas abh saanso ka rukna baaki hai
Title: 2 lines life shayari hindi || ye mei zindagi
Ek waqt tha || two line Hindi shayari || sad
Ek waqt tha jab hmari batein hi khatam nhi hoti thi
Aur ek waqt hai jab hmari baat bhi nhi hoti hai 💔
एक वक्त था जब हमारी बातें ही खत्म नही होती थी
और एक वक्त है जब हमारी बात भी नही होती है।।💔
