Agar meri Dastras mein wafa hoti to
Apne kuch yaaron ko kuch wafa ada karta
Unke zarf mein sajishein bhut hain😈
अगर मेरी दस्तरस में वफ़ा होती तोह
अपने कुछ यारों को कुछ वफ़ा अदा करता
उनके ज़र्फ़ में साजिशें बहुत है 😈 ………….
Whatsapp video status on jab koi baat bigad jaye cover by atif aslam and shirley setia with hindi shayari mix by #roop
hindi Shayari:
tere siwa kise se koi umeed ki hi nahi hamne
yahan apne matlab se hi jeete hai sabhi
duniyan kahan kisi ka saath deti hai yahan
bas tu na tanha shodna
mujhe kabhi
jab koi baat bigad jaeye
jab koi mushkil padh jaye
tum dena sath mera
oh hamnava
https://youtu.be/DT0Y4UXXgJU