Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Yeh waqt yahi || Love shayari hindi
Jab tum paas hote ho
tab dil chahta hai ki
yeh waqt yahi ruk jaaye
जब तुम पास होते हो,
तब दिल चाहता है की
यह वक़्त यही रुक जाए…. ❤
Title: Yeh waqt yahi || Love shayari hindi
Jiski koi dawa nahi || love Hindi shayari || true lines
Dekh Mujhe tabib aaj pucha jo Haalat-e-Mijaj
Kahne laga ki la-illaj band hu mein Khuda nahi🙃
Chehre tera bhi jard hai aah.. laboon pe sard hai
Ye toh Miyan woh Dard hai jiska koi dawa nahi💯
देख मुझे तबीब आज पूछा जो हालत-ए-मिज़ाज
कहने लगा कि ला-इलाज बंदा हूँ मैं ख़ुदा नहीं🙃
चेहरा तिरा भी ज़र्द है आह लबों पे सर्द है
ये तो मियाँ वो दर्द है जिस की कोई दवा नहीं💯
