Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Yaado ka saya || two line shayari || sad but true shayari
Aaj ek bar fir man me svaal aaya hai
kisi ke hisse me tum or mere hisse me bas tumhari yaado ka dhundla saya hai💫
आज एक बार फिर मन में सवाल आया है
किसी के हिस्से में तुम और मेरे हिस्से में बस तुम्हारी यादों का धुंधला साया है 💫
Title: Yaado ka saya || two line shayari || sad but true shayari
Toote khawaab ki tasveer || Sad Lines
Toote khuwaab ki tasveer kab poori hoti hai
Chand aur taaro ke beech bhi doori hoti hai
Deena toh uppar wala hame sab kuch chahata hai
Par uski bhi kuch majboori hoti hai
