Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Tu yaad kregi mujhe
Dekha tujhe jab se maine….
Dil lgana chodh diya
sabse maine..
Jab Mohabbat kri thi tujhse maine…
Tb Ishq kiya tha khud se maine…
Soch maine tu yaad kregi mujhe…..
Tab dimag me dil ko smjhaya ye to barbaad kregi mujhe…… Ye to barbaad kregi mujhe
Title: Tu yaad kregi mujhe
Saanso se na poochho || Heart touching death shayari
chiraag se na poochho baaki tel kitana hai,
saanso se na poochho baaki khel kitana hai,
poochho us kafan mein lipate murde se,
jindagee mein gam aur kafan mein chain kitana hai..
चिराग से न पूछो बाकि तेल कितना है,
सांसो से न पूछो बाकि खेल कितना है,
पूछो उस कफ़न में लिपटे मुर्दे से,
जिन्दगी में गम और कफ़न में चैन कितना है..
