Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Urdu Shayari or Gazal || hindi shayari
AAYE THE MEHFIL MAIN BAS LE KAR KUCH ASHAAR HUM
WAQT-E-RUKHSAT HOUSLA BADH GAYA NAWAAZISH SE LOGON KI
آئے تھے محفل میں بس لے کر کچھ اشعار ہم
وقتِ رخصت حوصلہ بڑھ گیا نوازش سے لوگوں
Title: Urdu Shayari or Gazal || hindi shayari
Fursat nahi || Hindi shayari
Tanhai aur dard ka aalam tum kya samjhoge
Tumhe to ashq bahane se fursat nahi
Kisi ke dil ki halat tum kya samjhoge
Tumhe to ilzaam lagane se fursat nahi ✌️😕
तन्हाई और दर्द का आलम तुम क्या समझोगे,
तुम्हे तो अश्क बहाने से फुर्सत नहीं।
किसी के दिल कि हालत तुम क्या समझोगे,
तुम्हे तो इल्जाम लगाने से फुर्सत नहीं।✌️😕
