Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Pyaar katil hai || two line shayari
Pyar katil hai
Aur hum marna chahte hai is katil ke hathon❤
प्यार कातिल है
और हम मरना चाहते हैं इस कातील के हाथों❤
Title: Pyaar katil hai || two line shayari
Har cheez badalti hai || true Hindi shayari
Tay hai badalna har cheez badalti hai is jahan mein
Kisi ka dil badal gaya kisi ke din badal gaye 💯🤞
तय है बदलना हर चीज़ बदलती है इस जहाँ में,
किसी का दिल बदल गया किसी के दिन बदल गये।💯🤞
