Skip to content

Kiiii ab lout aao na

Kiiii Ab lout aao na boht wqt ho chuka hai,

Tujhe yaad kr ke bikhr jo chuka hai…

Bin lo ek ek tukda dil ka ,

Ab na mera dil tera rha na kisi or k layak rha hai…

Kiiii dheere dheere mei behti jaa rhi hu,

Ansuon ke sath dil to kya khud ko bhi khoti jaa rhi hu…

Dekh lo fir se keh rhi hu tumse ki bula lo waps apne pass mujhe,

Kiiii baar baar keh kr mei haari jaa rhi hu…

Fir agr tum aaye boht wqt baad to mujhse na kehna fir,

Mei tera hu tere pass aa gya fir ab tu kyu mujhse dur hoti jaa rhi h…

Kiiii ab lour aao na….🥺

Title: Kiiii ab lout aao na

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


US SOHNI DA KHAWAAB || SHAYARI PURE TRUE LOVE PUNJABI

us sohni da khawaab
na jehn jo kade jaana
maut ton baad v
is pagal shayar ne
lagda ohda hi bannke rehna

ਉਸ ਸੋਹਣੀ ਦਾ ਖਵਾਬ
ਨਾ ਜ਼ਹਿਨ ਚੋਂ ਕਦੇ ਜਾਣਾ
ਮੌਤ ਤੋਂ ਬਾਅਦ ਵੀ
ਇਸ ਪਾਗਲ ਸ਼ਾਇਰ ਨੇ
ਲਗਦਾ ਓਹਦਾ ਹੀ ਬਣਕੇ ਰਹਿਣਾ

Title: US SOHNI DA KHAWAAB || SHAYARI PURE TRUE LOVE PUNJABI


Mohabbat kar bta mat || Hindi shayari

Fikar kar dikha mat
kadar kar jtaa mat
chahta hai ki dosti bani rahe
mohabbat kar bta mat 🙌

फिक्र कर दिखा मत
कद्र कर ज़ता मत
चाहता है कि दोस्ती बनी रहे
मोहब्बत कर बता मत 🙌

Title: Mohabbat kar bta mat || Hindi shayari