Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Bechaini || sad but true || Love shayari
Dil karta hai ke tum se
Lipat kar tumhe batayun
Kitni bechaini hoti hai tum se
Door reh kar jeene mein..💔
दिल करता है की तुम से
लिपट कर तुम्हें बताऊं
कितनी बेचैनी होती हैं तुम
से दूर रह कर जीने में..💔
Title: Bechaini || sad but true || Love shayari
Tera sath || meri jaan | smaile shayari
Tera Saath hai Toh mujhe kya kami hai
Teri har muskan se mili mujhe kushi hai
Muskuraate Rehna isi Tarah humesha
Kyonki teri is muskan mein meri jaan basi hai
