Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Tumhare jane ki zid || sad but true
Waqt ko baaton mein uljhana aata tha humein
Agar zid tumhari jane ki na hoti✨
वक़्त को बातो में उल्ज़ाना आता था हमे
अगर जिद तुम्हारी जाने की न होती✨
Title: Tumhare jane ki zid || sad but true
Toote khawaab ki tasveer || Sad Lines
Toote khuwaab ki tasveer kab poori hoti hai
Chand aur taaro ke beech bhi doori hoti hai
Deena toh uppar wala hame sab kuch chahata hai
Par uski bhi kuch majboori hoti hai
