Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Dil ka samundar || 2lines shayari
Pehli baar dil ke samundar mei kisi ne kadam rakha
Jo andhi logo ko tabah kardeti thi usnei apna ruk mordia…
Title: Dil ka samundar || 2lines shayari
Tu na dikhe to || hindi love shayari
Tere wajood ki aahat mujhe Mehsoos hoti hai,
Kahin bhi rahoon teri Chhahat mujhe Mehsoos hoti hai,
Naa jane kese Rishta hai tere mere darmiyan,
Tu na dikhe toh Ghabrahat si Mehsoos hoti hai….💖
तेरे वजूद की आहट मुझे महसूस होती है,
कहीं भी रहूं तेरी चाहत मुझे महसूस होती है,
ना जाने कैसा रिश्ता है तेरे मेरे दरमियां,
तू ना दिखे तो घबराहट सी महसूस होती है..💖
