Skip to content

kisaano ki kismat || kisan par shayari

किसानों की किस्मत में पड़े हैं लाले,
ऊपर से सरकार के खेल बड़े ही निराले,
उन्हें कृषि मंत्री बनाया गया है जिनकी
सात पुश्तों ने भी खेत में पैर नहीं डाले।

Title: kisaano ki kismat || kisan par shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Khamoshi aur Himmat || motivational shayari hindi

Kabhi kabhi ro liya karo acha lagega,
Ansu ke sath sath dard bhi behjayega.
Thoda intezar aur karlo,
Andheri raat guzregi, tabhi toh naya savera milega.

Kabhi kabhi khamosh reh liya karo sukoon milega,
sawal ke sath sath jawab bhi milega.
Thodi himmath aur rakhlo,
Kamzori khatam hogi tabhi toh jeet ka pata chalega.

Title: Khamoshi aur Himmat || motivational shayari hindi


Baith kar baarish me || Dard love hindi shayari

BAITH KAR BAARISH  ME || ROMANTIC LOVE HINDI SHAYARI
Baith kar baarish me mai iss kadar bheegh raha tha..
teri yaado me likhtey likhtey yeh waqt beet reha tha
arey kaise batau tere bin na lag kuchh theek rha tha
mai mar chuka tha shareer se or dil khoon seench raha tha