Skip to content
very sad bewafa shayari || Sab samaj gaye c eh nain k kade kise  wafa ne meri zindagi ch nai auna jad bin jubani tere naina ne bewafai sunai c

Sab samaj gaye c eh nain
k kade kise wafa ne meri zindagi ch nai auna
jad bin jubani tere naina ne bewafai sunai c


Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Hamko naa mile wahi toh pyar hai || hindi love shayari

Tumse dur hone ka ghum itna hoga socha nahi tha,
Hum bhi itne kamzor hain pata nahi tha.
Kaise itni jaldi kamzori ban gaye,
Milne se pehle hi zindagi bhar ka ghum de gaye.
Pehli baar mehsoos ki hai aisi khoobsurti,

Apni awaz se hi badal di humari duniya,
Kya pata agar mulaqat hoti,
Toh hamari kismat hi badal jati.
Dekho kitne majboor hain hum,
Dosti hamari thi, Dard bhi hamare hain,

Duri hamari thi, saza bhi hamari hai.
Galti bhi hamari thi, faisle bhi hamare hain.
Asal sapna toh tumse milkar dekha,
Jab ankhein khuli toh pata chala,
Jo noorani hai, wahi toh khwab hai,
Jo humko nahi mila wahi toh pyar hai.

Title: Hamko naa mile wahi toh pyar hai || hindi love shayari


Izzat || true lines || hindi shayari

Sawaal kabhi karna mtt mehnat par tum meri,
Izzat bhi maine vo kamali jo tumko kabhi na mili🙌

सवाल कभी करना मत मेहनत पर तुम मेरी,
इज़्ज़त भी मैने वो कमा ली जो तुमको कभी न मिली🙌

Title: Izzat || true lines || hindi shayari