Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Tumhari yaadein || hindi shayari
kyu raatein guzarti nahi hai
kyu baatein sambhalti nahi hai
kyu aksar ye hota hai
ki tumhari yaadein zehen se utarti nahi hai ..❤️
Title: Tumhari yaadein || hindi shayari
जिंदगी….खत्म तेरे साथ हो || True Love 2 Lines Hindi
मेरी जिंदगी तेरे साथ शुरू तो नहीं हुई
पर ख्वाहिश है खत्म तेरे साथ ही हो ❤️

