Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Dekh kar andekha kar diya || sad hindi shayari
Humein dekhkar andekha kar diya usne
Band ankhon se pehchanane ka kabhi dawa kiya tha jisne💔
हमे देखकर अनदेखा कर दिया उसने
बंद आंखों से पहचानने का कभी दावा किया था जिसने💔
Title: Dekh kar andekha kar diya || sad hindi shayari
Is qadar khud || Mohobat shayari Hindi
Ta umr nhi thehrti mohabbat
Is qadar na dil lagaya karo
Kuch behtar hi likha hoga khuda ne in lakiron mein
Na is qadar khud ko azmaya karo

