Skip to content

Kisnu bayan kariye || true lines || dard shayari

Kive kahiye Kisnu byan kariye
Duniya di samjh to pare ne eh Dard awalle..!!

ਕਿਵੇਂ ਕਹੀਏ ਕਿਸਨੂੰ ਬਿਆਨ ਕਰੀਏ
ਦੁਨੀਆਂ ਦੀ ਸਮਝ ਤੋਂ ਪਰੇ ਨੇ ਇਹ ਦਰਦ ਅਵੱਲੇ..!!

Title: Kisnu bayan kariye || true lines || dard shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Ashiqui ka alam ❤️ || Hindi love shayari || Hindi status

Hindi shayari || best Hindi lines || Ashiqui ka alam aap kya jano
Deewane ho gaye hain khud k
Jo chahne aapko lage hain..!!
Ashiqui ka alam aap kya jano
Deewane ho gaye hain khud k
Jo chahne aapko lage hain..!!

Title: Ashiqui ka alam ❤️ || Hindi love shayari || Hindi status


Ki likha hai kuch ek tarfa pe

Ke ek khwaab sa tha ushe
paane ka, aur ek darr bhi tha
usse dur jaane ka..

Ushe khabar tak nahi thi ke
mujhe ishq hai usse, aur mujhe darr tha ke kahin kho na du main ushe..

Vo kehti rhi apni kahani ki ushe
Ishq hai kisi aur se, aur hum
sunte rhe usko gaur se..
Vo sunati rhi hum sunte rahe
kuch kehna aasan na tha dil pe chhot jo lagi thi…

Phir jaane diya humne bhi ushe aur roka nahi usne bhi
hume khwahish to thi ki padh le wo aankhein meri pr Sukoon bhi tha ke wo khush hai kahin..

Title: Ki likha hai kuch ek tarfa pe