Skip to content

Kite nazar na lag jaye🧿 || love punjabi shayari || Two line shayari

Two line shayari || Kite nazar hi na lag jaye meri ..
Tere pyar de mein sadke sajjna..!! 🥰
Kite nazar hi na lag jaye meri ..
Tere pyar de mein sadke sajjna..!! 🥰

Title: Kite nazar na lag jaye🧿 || love punjabi shayari || Two line shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Dua-aein kaam krti hai || Hindi Shayari SAD

Kbhi jo sayan jaye roothta,
Lamha lage har jhooth sa ,
Zarra zarra hone lge jo dil kbhi toot ta,
Khudse ik awaz ladti hai….

Dawa na aaye kaam jo, dil ko mile na aram jo,
Dua-aein kaam krti hai….

Title: Dua-aein kaam krti hai || Hindi Shayari SAD


Sab dard kaam mein aaye hain || sad hindi shayari

Maamle hatash karne wale, kayi samne aaye hain..
Koi na bola ke hum tera, hath thamne aaye hain..
Akele hi ladha har mushkil se, kayi zakham bhi humne khaye hain..
Mein jeet ke hara, fir haar ke jeeta, sab dard kaam mein aaye hain..🙃

मामले हताश करने वाले, कई सामने आए हैं..
कोई ना बोला के हम तेरा, हाथ थामने आए हैं..
अकेले ही लडा हर मुश्किल से, कई ज़ख्म भी हमने खाए हैं..
मैं जीत के हारा, फिर हार के जीता, सब दर्द काम में आए हैं..🙃

Title: Sab dard kaam mein aaye hain || sad hindi shayari