Skip to content

Kitna faasla tha || ehsaas shaayri

कितना फासला था हमारे दरमियान,

उन्हें हमारा मिलना ज़रूरी नहीं था,

हमें हमारा बिछड़ना मंज़ूर नहीं था……🖤

Title: Kitna faasla tha || ehsaas shaayri

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Bhuli bisri yaaden

Aaj yaadon ke kamre main kuch dhund Raha tha.

Kisi bichade hue rishtey ki tasveer ko dekh raha tha.

Beetey hue khusnuma pal yaad aa gaye

Waqt badal Gaya yaaden piche rah gaye

Aaj bhi beeti yaadon main wahi kasish hai

Berang zindagi jeene ki kosish hai

Naa jaane Kahan chhoot Gaye woh haseen pal

Woh sukoon se bharaa hua kal

Woh lamhe kabhi Laut ke nahi aayenge

Lekin hamesha khubsurat yaad ki tarah Dil main Zinda rahenge.

Title: Bhuli bisri yaaden


Shikayetan || Punjabi status || sad shayari

Shikayetan taan bhut ne tere naal
Chal chad..
Mein kar layu gile khud mere naal..!!

ਸ਼ਿਕਾਇਤਾਂ ਤਾਂ ਬਹੁਤ ਨੇ ਤੇਰੇ ਨਾਲ
ਚੱਲ ਛੱਡ..
ਮੈਂ ਕਰ ਲਊਂ ਗਿਲੇ ਖੁਦ ਮੇਰੇ ਨਾਲ..!!

Title: Shikayetan || Punjabi status || sad shayari