Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Tere khayal || two line shayari
सीखना होगा अब तैरना भी
हर रोज़ तेरे ख्यालों में डूब जाते हैं🫠
Seekhna hoga ab tairna bhi
Har roj tere khayalon mein doob jate hain🫠
Title: Tere khayal || two line shayari
Bardasht nahi hoti na logo ki baatein || two line hindi shayari
Bardasht nahi hoti na ab logo ki batein
Sard itni hai ke rooh jamne lagi hai…💯
बर्दास्त नहीं होती ना अब लोगों की बातें,
सर्द इतनी है कि रूह जमने लगी है…💯

