Enjoy Every Movement of life!
Dard bankar dil mein chupa kon hai
Reh reh kar ismein chubhta kon hai
Ek taraf dil hai aur ek taraf aayina
Dekhte hai is baar pehle toot ta kon hai💔
दर्द बन कर दिल में छुपा कौन है,
रह रह कर इसमें चुभता कौन है,
एक तरफ दिल है और एक तरफ आइना,
देखते है इस बार पहले टूटता कौन है💔
Allah ko bhool gaye log fikr-e-rozi mein
Talaash rizk ki hai raziq ka khyal hi nahi💯
अल्लाह को भूल गए लोग फिक्र-ए-रोज़ी में
तलाश रिज्क की है राजिक का ख्याल ही नहीं💯
