Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Talash khud ki || hindi shYari
Har roj talashti hu khud ko
Hu shayad mein bhi yahi kahi
Milu gum shayad kisi khayal mein
Khojti hu khud ko khud hi ke swaal mein 🥀
हर रोज तलाशती हू खुद को ,
हू शायद मैं भी यहीं कहीं,
मिलु गुम शायद किसी ख्याल में,
खोजती हु खुद को खुदी के सवाल में,🥀
Title: Talash khud ki || hindi shYari
Dard || two line shayari || sad but true
Dard me jab aur dard mile toh dard nahi
Sukoon mehsus hota he ❤
दर्द में जब और दर्द मिले तो दर्द नही
सुकून महसूस होता है ❤️

