Skip to content

Koi sath dewe na dewe || Punjabi status

Koyi tuhada sath na dewe, taan udaas na hoyio,
Kyunki parmatma ton vadda humsafar koi nhi ๐ŸŒธ

เจ•เฉ‹เจˆ เจคเฉเจนเจพเจกเจพ เจธเจพเจฅ เจจเจพ เจฆเฉ‡เจตเฉ‡,,เจคเจพเจ‚ เจ‰เจฆเจพเจธ เจจเจพเจ‚ เจนเฉ‹เจ‡เจ‰ ,
เจ•เจฟเจ‰เจ‚เจ•เจฟ เจชเฉเจฐเจฎเจพเจคเจฎเจพ เจคเฉ‹เจ‚ เจตเฉฑเจกเจพ เจนเจฎเจธเจซเจฐ เจ•เฉ‹เจˆ เจจเจนเฉ€เจ‚ ,๐ŸŒธ

Title: Koi sath dewe na dewe || Punjabi status

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Burq tujhe shayari bna diya

Shab-o-roz ki fikr hai ke ab poochon usska main haal kaise
Maine toh bewafayi na ki, toh mujhe hai yeh itna malaal kaise

Kaise chorh doon isse yeh illat nahi neโ€™mat hai yaar โ€˜Burqโ€™
Cigarette na hou toh sulgaon bad-maazi ka poshida khayaal kaise

_________________________________

Mujh jaise ko bhi ussne jeena sikha diya
Bohat maghroor tha zameen se laga diya

Mera pathar sifat dil kabhi pighla kahan tha
Mujh jaise sang-dil ko ussne rona sikha diya

Yaar sukhan-vari ab har kisi ke bas mein kahan
Usski bewafayi ne โ€˜Burqโ€™ tujhe shayar bana diya

_________________________________

Title: Burq tujhe shayari bna diya


Tera chehra || love Hindi shayari

Love Hindi shayari || ankhein kholta hu to tera chehra nazar aata hai... khuda kare ke ye nazara na jaye door mujhse โค๏ธ
ankhein kholta hu to tera chehra nazar aata hai… khuda kare ke ye nazara na jaye door mujhse โค๏ธ