Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Chand tukda hai aapka || love Hindi shayari || beautiful lines
Foolon sa khoobsurat chehra hai aapka 🥀
Har dil diwana hai aapka 💕
Log kehte hai chand ka tukda hai aap 🥰
Lekin hum kehte hain chand tukda hai aapka…😍
फूलों सा खूबसूरत चेहरा हैं आपका,🥀
हर दिल दिवाना है आपका,💕
लोग कहते है चाँद का टुकडा है आप,🥰
लेकिन हम कहते है चाँद टुकडा है आपका…😍
Title: Chand tukda hai aapka || love Hindi shayari || beautiful lines
Bahut Mahir tha main
Bahut mahir tha main khud aur khud ke rishton ko samhalne mein,
Lekin ek waqt aya jahan na main khud ko samhal paya aur na khud ke rishton ko…
