Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
‘bedardi dil’
Ishq ne dil ko kya se kya banaya,
Hum chaha kar bhi apne dil ko samjha na paye!
Uske kale ghane julfo ko dekh hum ghayel ho gaye,
Ab toh hum reh Nehi payenge tumher bin,
Ao hum kho jaye sitaro ki dunia mein,
Aur wilin ho jaye apne pyaar ki mehfil mein ..
Title: ‘bedardi dil’
Apno mein doori || sad but true || hindi shayari
Apno mein aa gyi aaj ankahi si doori hai,
Sabke sath rehna bhi ban gayi mazboori hai🙌
अपनो में आ गई आज अनकही सी दूरी है,
सबके साथ रहना भी बन गई मजबूरी है🙌

