Skip to content

kuch is trha uljhi he lakire

” Kuch is trha uljhi he mere hatho ki lakeere

uski lakiro ke sath…

Adhure  jo hm hue,

To muqammal wo b nhi honge.…”

By Zareen khan…

Title: kuch is trha uljhi he lakire

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


सताए हम🥲🥺 || socha tha tadpaaeynge ham unhe

सोचा था तड़पायेंगे हम उन्हें,

किसी और का नाम लेके जलायेगें उन्हें,

फिर सोचा मैंने उन्हें तड़पाके दर्द मुझको ही होगा,

तो फिर भला किस तरह सताए हम उन्हें।🥺

Title: सताए हम🥲🥺 || socha tha tadpaaeynge ham unhe


Sab waqt ki baat hai || waqt hindi shayari

Inn baaton par kon qayam rehta hai janaab,
Humne waqt ke sath iss waqt ko bhi badalte dekha hai ✌️

इन बातों पर कौन कायम रहता है जनाब,
हमने वक़्त के साथ इस वक़्त को भी बदलते देखा है ✌️

Title: Sab waqt ki baat hai || waqt hindi shayari