Skip to content

1646683600938-3639d3d4

Title: 1646683600938-3639d3d4

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Khushnasib haan mein || true love shayari || Punjabi shayari images

True love shayari images. Best shayari images. Punjabi status images. Sacha pyar shayari images.
Khushnasib haan mein
Jo tu door ho ke vi har waqt mere kol rehnda e..!!
Khushnasib haan mein
Jo tu door ho ke vi har waqt mere kol rehnda e..!!

Title: Khushnasib haan mein || true love shayari || Punjabi shayari images


Burq tujhe shayari bna diya

Shab-o-roz ki fikr hai ke ab poochon usska main haal kaise
Maine toh bewafayi na ki, toh mujhe hai yeh itna malaal kaise

Kaise chorh doon isse yeh illat nahi ne’mat hai yaar ‘Burq’
Cigarette na hou toh sulgaon bad-maazi ka poshida khayaal kaise

_________________________________

Mujh jaise ko bhi ussne jeena sikha diya
Bohat maghroor tha zameen se laga diya

Mera pathar sifat dil kabhi pighla kahan tha
Mujh jaise sang-dil ko ussne rona sikha diya

Yaar sukhan-vari ab har kisi ke bas mein kahan
Usski bewafayi ne ‘Burq’ tujhe shayar bana diya

_________________________________

Title: Burq tujhe shayari bna diya