Skip to content

kuchh kar khuda ki mujhe sabr a jaye….😢

uske ghar ko jati rah par khade hai,

lakeero ko uski tanke khade hai…!

kuchh kar khuda ki mujhe sabr a jaye;

hisse mere mahhobat ya kabr a jaye..!

उसके घर को जाती राह पे खड़े है,

लकीरों को उसकी टांके खड़े है,

कुछ कर खुदा कि मुझे सब्र आ जाती..!

हिस्से मेरे महोब्बत या कब्र आ जाए ..!

Title: kuchh kar khuda ki mujhe sabr a jaye….😢

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Apki Yaad 💕

Apke jaane ke baad
Jab bhi takiye pr sir dhare soyi hu
Raton ko uth uth apki yaadon me royi hu
Chahe ap mere paas nahi lekin abhi bhi apke saath hone ka ehsaas hai
Pata nahi ap kya sochte honge humare bare me
Lekin jaan, aj bhi ap humare liye utne hi khas hein ❤️

Title: Apki Yaad 💕


तेरी यादें ❤️ || yaadein hindi shayari

Hindi shayari || yaad shayari || Teri yaadon ne raaton ka chain uda diya....
Teri yaadon ne raaton ka chain uda diya….