Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Me shabad tu awaaz || 2 lines awaaz shayari
“Mein shabd tum awaaz Bano jo adhura hai wo saaz Bano”
Badi mushkil hoti hai iss duniya mein dil ki gehrayion ko samjhne mein tum wo mere dil ki awaaz bano
Title: Me shabad tu awaaz || 2 lines awaaz shayari
Hindi shayari || sad but true
Maut to aani hi hai..
Phir beemari se hi sahi…
Fikar to honi hi hai..
Phir pareshaani hi sahi…🍁
मौत तो आनी ही है..
फिर बीमारी से ही सही…
फिक्र तो होनी ही है..
फिर परेशानी ही सही…🍁
