Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
MAA || zindagi ke eham hisse
chalo likhti hu apne zindagi ke sabse ehem hisse ke bare me
shabd hi kam pargaye jab socha maa ke bare me
har mushkil me saath dete ek bas use dekha hai
khuda to na dekha maine par uski shaktiyon ko apni maa me dekha hai
bachpan ki beeti baaton ko main bhool kabhi na paati hu
pyar to bahut karti hoon aapse bs izhar nahi kar pati hoon
Title: MAA || zindagi ke eham hisse
jindagee to usakee || True lines status hindi
jindagee to usakee hai jisakee maut pe jamaana aphasos kare,
varana janam to har kisee ka marane ke lie hee hota hai…
जिंदगी तो उसकी है जिसकी मौत पे जमाना अफसोस करे,
वरना जनम तो हर किसी का मरने के लिए ही होता है…

