Enjoy Every Movement of life!
Samaj ko dikhane or Khelne k liye layi hui gudiya hi the hum!
Par, Afsoos.
bananewale ne is gudiya k sine mai dil dalkar bhej diya!!
Inn baaton par kon qayam rehta hai janaab,
Humne waqt ke sath iss waqt ko bhi badalte dekha hai ✌️
इन बातों पर कौन कायम रहता है जनाब,
हमने वक़्त के साथ इस वक़्त को भी बदलते देखा है ✌️
