Skip to content

KYU

Main tainu na bhuleyaa, kyu mainu tu bhula gai main tainu hasaunda reh gya kyu hasdeyaa nu tu rula gai

Main tainu na bhuleyaa, kyu mainu tu bhula gai
main tainu hasaunda reh gya
kyu hasdeyaa nu tu rula gai


Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Khamosh Rehte Hain || Hindi shayari 2 lines heart broken

Fursat Nahi Unhe Humse Kuch Batein Karne Kee,
Isliye Ab Har Waqt Khamosh Rehte Hain! 

Title: Khamosh Rehte Hain || Hindi shayari 2 lines heart broken


Bhuli bisri yaaden

Aaj yaadon ke kamre main kuch dhund Raha tha.

Kisi bichade hue rishtey ki tasveer ko dekh raha tha.

Beetey hue khusnuma pal yaad aa gaye

Waqt badal Gaya yaaden piche rah gaye

Aaj bhi beeti yaadon main wahi kasish hai

Berang zindagi jeene ki kosish hai

Naa jaane Kahan chhoot Gaye woh haseen pal

Woh sukoon se bharaa hua kal

Woh lamhe kabhi Laut ke nahi aayenge

Lekin hamesha khubsurat yaad ki tarah Dil main Zinda rahenge.

Title: Bhuli bisri yaaden