Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Ishq mein aajmayish || Hindi shayari || true lines
Ishq mein aajmayish nhi chalti
Jaha maang kar khana ho waha farmaish nhi chalti
Batane aur sunne mein fark hota hai
Har jgah hmari tumhari khwahish nhi chalti 🙌
ईश्क में आजमाइस नहीं चलती
जहा मांग के खाना हो वहा फरमाइश नही चलती
बताने और सुनाने में फर्क होता है
हर जगह हमारी तुम्हारी ख्वाईस नही चलती🙌
Title: Ishq mein aajmayish || Hindi shayari || true lines
badal gaye logg || Hindi shayari punjabi fonts || 2 lines
Badal gaye logg ehstaa-ehstaa
ab toh apna bhi hakk banta hai
ਬਦਲ ਗਏ ਲੋਗ ਅਹਿਸਤਾ-ਅਹਿਸਤਾ,
ਅਬ ਤੋ ਅਪਨਾ ਭੀ ਹਕ ਬਨਤਾ ਹੈ‼
