Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Mana ki Andhere se roshani bhut khoobsurat
Mana ki Andhere se roshani bhut khoobsurat hai aashayein usko dijiyega jise uski jarurat hai han sach hai aadmi apne dukho ko roshni ki aag me jalaa lete hai jisne manzil ki taraf chlana ho vo bina roshani bhi apne raah bna hi leta hai nhi mohtaaz roshani ki andhere ka dar seh jaye lekin andhere ka bhi waqt aata hai kyoki ye nhi ki roshani hamaare paas hamesha ke liye reh jaye
माना कि अंधेरे से रोशनी बहुत खूबसूरत है आशाएं उसे दीजिएगा जिसको उसकी ज़रूरत है हां सच है आदमी अपने दुखों को रोशनी की आग में जला लेता है जिसने मंज़िल की तरफ चलना हो वो बिना रोशनी भी अपने राह बना ही लेता है नही मोहताज़ रोशनी कि अंधेरे का डर सह जाए लेकिन अंधेरे का भी वक़्त आता है क्योंकि ये नही कि रोशनी हमारे पास हमेशा के लिए रह जाए
Title: Mana ki Andhere se roshani bhut khoobsurat
Khata se pehle || love Hindi poetry
Maar hi daal mujhe chasm
A ada se pahle apni manzil
Ko pahunch jau kaza se
Pahle….!!
Ek nazar dekh lu aa jao
Kaza se pahle tumse milne
Ki tamanna hai khuda se
Pahle….!!
Hashr ke din mein puchunga
Khuda se pahle tumne roka
Nahi kyu mujhe khata se
Pahle….!!
A meri mout thahar unko
aane De zara zahar ke jaam
na De mujhko dawa se pahle.
Haath pahunche bhi na the
Zulf tak yaaro hathkadi
Daal di zalim ne khata se
Pahle…….!!

