Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Tere shehar mein || two line shayari
Samandar na sahi par ek nadi to honi chahiye
Tere shehar mein zindagi kahi to honi chahiye✨
समंदर न सही पर एक नदी तो होनी चाहिए
तेरे शहर में ज़िन्दगी कही तो होनी चाहिए✨
Title: Tere shehar mein || two line shayari
Navodaya ka zamana school life jnv || hindi shayari
yaad aa raha hai navodaya ka wo zamana
Achanak se barish ka aa jana
Aur girls mess mein dinner k liye jana
Dinner toh tha mehaz ek bahana
asal mein har bar tumne hi dekne aana
