Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Ek Swaal ? Mohabbat Kya hai

Mohabbat kya hai?
Kaisi Hogi?
Bas ek sawal tha mere liye
Magar Jab maine tumhe pehli baar
dekha
Toh mujhe mere sawalon ka jawaab Mil Gaya
Ehsaan hoga || hindi shayari || love shayari
Udhar eid ka ailan hoga
Idhar dil hamara halkaan hoga
Waise to marzi hai aapki
Agr aa jaye to ehsan hoga😊😊
उधर ईद का एलान होगा
इधर दिल हमारा हलकान होगा
वैसे तो मर्ज़ी है आपकी
अगर आ जाएं तो एहसान होगा😊😊

