Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Kaash ek dua kabool || Mehboob shayari
Kash ek dua kabool ho,
Meri ibadat ke bagair.
Meri shaadi mere mehboob se hi ho,
Chahe ho gharwalo ko izazat ke bagair.
Title: Kaash ek dua kabool || Mehboob shayari
khuda ke siva mujhe || Veham sad shayari HIndi
socha tha kee khuda ke siva mujhe koi barbaad kar nahi sakata,
phir unaki mohabbat ne mere saare vaham tod die……
सोचा था की ख़ुदा के सिवा मुझे कोई बर्बाद कर नही सकता,
फिर उनकी मोहब्बत ने मेरे सारे वहम तोड़ दिए…
