Enjoy Every Movement of life!
Jo badal jaye wo yaar kaisa ?
Jo chod Jaye wo sath kaisa?
Log khte hai ki tuje pyaar fir se ho jayega,
Lekin jo phir se ho jye to pyaar kaisa…🥀♥️
Qubool kar khuda, zaroorat tujhe bhi hai,
Mein muthi bhar tere liye bhi duayein laya hun…
कबूल कर खुदा, जरूरत तुझे भी है,
मैं मुट्ठी भर तेरे लिए भी दुआएं लाया हूं…
