Skip to content

lamhaa shayari hindi

Title: lamhaa shayari hindi

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Nasha ek hi || Love Punjabi status in Hindi

Nasha ek hi kafi hai mohabbat me
ja uske didaar ka ja uske intezaar ka

ਨਸ਼ਾ ਏਕ ਹੀ ਕਾਫੀ ਹੈ ਮੁਹੱਬਤ ਮੇ ,
ਜਾ ਉਸਕੇ ਦੀਦਾਰ ਕਾ ਜਾ ੳੇਸਕੇ ਇੰਤਜ਼ਾਰ ਕਾ ।

Title: Nasha ek hi || Love Punjabi status in Hindi


Kya yahi pyaar kehlata hai? || Love hindi shayari

Tere bhool jaane ki aadat k sadke, 
Tujhe bhool jaane ko jee chahta hai.. 
Raah to koi or pakadta hu magar, 
Hr zrraah teri or fir se kheech lata hai..
Kya yahi pyaar kehlata hai?

Khush hone k lamhe boht mile,
Pr noor chehre pe teri vajah se ata hai.. 
Krte nhi hai baat kisi se, 
Kyu ki hr baat me tera zikkr aa jata hai.. 
Kya yahi pyaar kehlata hai?

Mubarak hr shaam hua krti thi kbhi, 
Ab hr shaam me chaand dhal jata hai..
Roshni to aati hai hr roj subhah, 
Magar andhera aankhon me basa rehta hai.. 
Kya yahi pyaar kehlata hai?

Title: Kya yahi pyaar kehlata hai? || Love hindi shayari