Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Rishte naam ke || sad but true lines || hindi shayari
Thoda waqt beet jaane de,
Jo chehra itne khaas the,
Woh chehre bhi aam nazar aayenge,
Jo lagta tha mohabbat hai,
Wahi risthe sirf naam ban ke reh jayenge.🙃💯
थोड़ा वक्त बीत जाने दे
जो चहरे इतने खास थे
वो चहरे भी आम नज़र आएंगे
जो लगता था मोहोब्बत है,
वही रिश्ते सिर्फ नाम बन के रह जाएंगे.🙃💯
Title: Rishte naam ke || sad but true lines || hindi shayari
Mere khawabo ka || hindi love shayari

samundar khali hi to hai
tujhe har pal yaad karna
meri bekhyali hi to hai
tha jha kehna wha keh na
paya umar bhar
kagjo par yun shayari
likhna ki bejubani hi to hai
