Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Maalum hota hai..💔🖤
Nikalta chand sabko pasand aata hai
Doobta suraj kaun dekhna chahta hai..💔
Toot’ta hua taara sabki dua isliye poori karta hai🤲
Kyuki use tootne ka dard maalum hota hai…💔🖤
Title: Maalum hota hai..💔🖤
Mohobbat ho gayi hai unse || love hindi shayari || two line shayari
Haan mohobbat ho gyi hai unse unhe kaise bataye 🙈
Tareef karein sajda karein ya fir seene se lagaye…😍😍
हां मोहोब्बत हो गई है उनसे उन्हें कैसे बताए🙈
तारीफ़ करें सजदा करें या फिर सीने से लगाए…😍😍
