Skip to content

LIFE KA FUNDA

CHAL PADE HEY IS RAHO ME KOI DUNDH NA PAYE,

AAYE AISI MOT K KOI RO NA PAAYE,

INTZAR ME BAITHE THEY K AAJ KA DIN GUJAR JAAYE,

KYA PATA MARNE KE BAAD KIS JANAM ME CHALE JAAYE.

Title: LIFE KA FUNDA

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Jiska dil khoobsurat hota hai || hindi shayari || true lines

Bhut milenge haseen chehre duniya ke bazar mein
Vo mukaddar se milta hai jiska dil khoobsurat hota hai..❤️

बहुत मिलेंगे हसीन चेहरे दुनिया के इस बाजार में….
वो मुकद्दर से मिलता है जिसका दिल खूबसूरत होता है..❤️

Title: Jiska dil khoobsurat hota hai || hindi shayari || true lines


badalatee cheejen hamesha || Sad hindi status in 2 lines

badalatee cheejen hamesha achchhee lagatee hai…
lekin, badalate hue apane kabhee achchhe nahin lagate..

बदलती चीजें हमेशा अच्छी लगती है… लेकिन,
बदलते हुए अपने कभी अच्छे नहीं लगते…

Title: badalatee cheejen hamesha || Sad hindi status in 2 lines