Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
kuchh kar khuda ki mujhe sabr a jaye….😢
uske ghar ko jati rah par khade hai,
lakeero ko uski tanke khade hai…!
kuchh kar khuda ki mujhe sabr a jaye;
hisse mere mahhobat ya kabr a jaye..!
उसके घर को जाती राह पे खड़े है,
लकीरों को उसकी टांके खड़े है,
कुछ कर खुदा कि मुझे सब्र आ जाती..!
हिस्से मेरे महोब्बत या कब्र आ जाए ..!
Title: kuchh kar khuda ki mujhe sabr a jaye….😢
Wo Shehar Bhi Tera Tha Aur Adalat Bhi Teri Thi
Wo Mohabbat Bhi Teri Thi, Wo Nafrat Bhi Teri Thi
Wo Apnapan Aur Thukrane Ki Ada Bhi Teri Thi
Hum Apni Wafa Ka Insaf Kisse Maangte,
Wo Shehar Bhi Tera Tha Aur Adalat Bhi Teri Thi!
