Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Chahat ka Maza || hindi shayari || love shayari
Vo shama ki mehfil kya
Jisme dil khaak na ho
Maza to tab hai chahat ka
Jab dil to jale par rakh na ho❤️🔥
वो शमा की महफ़िल ही क्या,
जिसमे दिल खाक ना हो,
मज़ा तो तब है चाहत का,
जब दिल तो जले, पर राख ना हो…❤️🔥
Title: Chahat ka Maza || hindi shayari || love shayari
Mere liye nhi koi karar ka mausam || hindi shayari
Khiza ka daur ho ya ho bahar ka mausam
Mere liye nhi koi karar ka mausam
खिजा का दौर हो या हो बहार का मौसम
मेरे लिए नहीं कोई क़रार का मौसम
