Enjoy Every Movement of life!
Jab se dekha hai tujhe, main khud ko bhula betha hu,
Jb se chaha hai tujhe, main khud ko mita betha hu..
Na jane kya manzoor hoga kismat ko.. Main toh khud ki sansein tere naam likha betha hu…
Jinhe hum kabil-e-aitbaar samjhte the
Vo hi daga kar gaye
Hairani to is baat ki hai ke jinhe hum zindagi mein bhi shamil nahi karte the
Vo kambakhat unhi se wafa kar gaye💔
जिन्हे हम काबिल-ए-एतबार समझते थे
वो ही दगा कर गए
हैरानी तो इस बात की है कि जिन्हें हम ज़िन्दगी में भी शामिल नहीं करते थे,
वो कमबख्त उन्हीं से वफ़ा कर गए💔
