Skip to content

logon ne poochha || Hindi sad lines

logon ne poochha ki kaun hai voh,
jo teree ye udaas haalat kar gaya,
mainne muskura ke kaha usaka naam,
har kisee ke labon par achchha nahin lagata.

लोगों ने पूछा कि कौन है वोह,
जो तेरी ये उदास हालत कर गया,
मैंने मुस्कुरा के कहा उसका नाम,
हर किसी के लबों पर अच्छा नहीं लगता.

Title: logon ne poochha || Hindi sad lines

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Dost || true line Hindi shayari || rishta shayari

Yaadein do dilo ke fasle ko kam karti hai,
Zindagi aap jaise dosto par naaz karti hai 🤗
Mat ho udaas ke aap door hai humse
Kyunki duriyan hi rishton ko aur khaas karti hai 💕

यादें दो दिलों के फासले को कम करती है,
ज़िन्दगी आप जैसे दोस्तों पर नाज़ करती हैं,🤗
मत हो उदास कि आप दूर हैं हमसे ,
क्योंकि दूरियां ही रिश्तों को और खास करती हैं।💕

Title: Dost || true line Hindi shayari || rishta shayari


Yeh duniyaa hai janab || True Lines Status

Yeh duniyaa hai janab, mehfil me badnaam
aur akele me salaam karti hai

ਯੇ ਦੁਨੀਆਂ ਹੈ ਜਨਾਬ, ਮਹਿਫ਼ਿਲ ਮੇ ਬਦਨਾਮ,
ਔਰ ਅਕੇਲੇ ਮੇ ਸਲਾਮ ਕਰਤੀ ਹੈ!!

Title: Yeh duniyaa hai janab || True Lines Status